% ITRANS SONG % \startsong \stitle{juuThe tere nain}% \film{Dil Padosi Hai (Non-Film)}% \year{1987}% \starring{}% \singer{Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Gulzar}% % % Audio on: HMV % Contributor: Vinay P Jain % Transliterator: Vinay P Jain % Date: 10 Sep 2004 % Series: Sugam Sangeet, THGHT % generated using giitaayan % \printtitle #indian (juuThe tere nain juuThe tere nain sautan kii chhab chhuu ke aaye sautan sa.ng bitaaii rain) \-2 juuThe tere nain \-2 ho in a.Nkhiyan kaa namak paraayaa in a.Nkhiyan kaa namak paraayaa in a.Nkhiyan kii juuThii chhaayaa juuThe inake bain juuThe inake bain haa.N haa.N juuThe inake bain juuThe tere nain \threedots ||1|| ho aur kisii kii pyaas hai iname.n aur kisii kii pyaas hai iname.n sautelii\-sii aas hai iname.n kaise paave.n chain kaise paave.n chain haa.N haa.N kaise paave.n chain juuThe tere nain \threedots ||2|| #endindian \endsong