% ITRANS SONG % Date: 2 Nov 2004 17:17:46 -0800 % From: asroyus@yahoo.com (Arunabha S Roy) \startsong \stitle{jaaduu bharii ye chaa.Ndanii ye pyaar kaa samaa}% \film{Madam X Y Z}% \year{1959}% \starring{Suresh, Shakila, David}% \singer{Lata}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Prem Dhawan}% % Contributor: Arunabha S Roy % Transliterator: Arunabha S Roy % Date: 2 Nov 2004 % Series: LATAnjali % generated using giitaayan \printtitle #indian (ho)jaaduu bharii ye chaa.Ndanii ye pyaar kaa samaa mujhako zaraa sa.Nbhaaliye mai.n kho chalii kahaa.N aane lagaa Kumaar saa bahake qadam mere dekho na aise pyaar se mujhako sanam mere ho, kitanaa hasii.n hai dekhiye ye pyaar kaa jahaa.N mujhako zaraa sa.Nbhaaliye mai.n kho chalii kahaa.N \threedots deke tamaam zi.ndagii maa.Nguu.N ye raat mai.n jii bhar ke tum se kah sakuu.N phir dil kii baat mai.n ho, tab tak rahe labo.n talak ye merii daastaa.N mujhako zaraa sa.Nbhaaliye mai.n kho chalii kahaa.N \threedots #endindian \endsong