% \startsong \stitle{aao huzuur tumako, sitaaro.n me.n le chaluu.N}% \film{Kismat}% \year{1968}% \starring{Biswajeet, Babita}% \singer{Asha}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Noor Dewasi}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Vandana Venkatesan (vandana@ece.scarolina.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Fill In The Blanks series % Surajit A. Bose % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ##[maniacal laughter] hic!## hamase raushan hai chaa.Nd aur taare hamako daaman samajhiye Gairat kaa uTh gaye ham gar zamaane se naam miT jaayegaa muhabbat kaa dil hai naazuk kalii se phuulo.n se yah na TuuTe Kayaal rakhiyegaa aur agar aap se yah TuuT gayaa jaan\-e\-jaa.N itanaa hii samajhiiyegaa ##[Male voice:]## kyaa? phir koii baavarii muhabbat kii apanii zulfe.n nahii.n sa.Nvaaregii aaratii phir kisii kanhaiyaa kii koii raadhaa nahii.n utaaregii, ## hic! ## aao huzuur tumako, sitaaro.n me.n le chaluu.N, ## hic! ## dil jhuum jaae aisii, bahaaro.n me.n le chaluu.N aao huzuur aao \threedots hamaraaz hamaKayaal to ho, hamanazar bano tay hogaa zindagii kaa safar, hamasafar bano aa haa haa, aa.a.a, o o, ho \threedots aa haa haa, o ho ho, aa haa haa, ## hic! ## chaahat ke ujale\-ujale nazaaro.n me.n le chaluu.N dil jhuum jaae aisii, bahaaro.n me.n le chaluu.N aao huzuur aao \threedots likh do qitaab\-e\-dil pe koii, aisii daastaa.N jisakii misaal de na sake, saato.n aasamaa.N aa haa haa, aa.a.a, o o, ho \threedots aa haa haa, o ho ho, aa haa haa, ## hic! ## baaho.n me.n baahe.n Daale, hazaaro.n me.n le chaluu.N dil jhuum jaaye aisii, bahaaro.n me.n le chaluu.N aao huzuur aao \threedots % #endindian \endsong %