Note: The complete version of this song is now in the consolidated ISB. The original FITB article is retained here for archival purposes.Film: Mamta (1966)
Singer: Lata Mangeshkar
Music: Roshan
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
ISB Contributor: Anurag Shankar
vikal moraa manavaa, un bin haay
aae na sajanavaa, R^itu biitii jaae
vikal moraa manavaa, un bin haaybhor pavan chalii, bujh gae diipak
chalii gaii rain shR^i.ngaar kii
kaise virahaa kii dhuup Dhalii
arii ye rii, kalii a.Nkhiyan kii pa.Dii kumhalaae
vikal moraa manavaa ...yug se khule hai.n paT nainan ke mere
yug se andheraa moraa a.nganaa
suuraj chamakaa na chaa.Nd khilaa
arii ye rii, jalaa rahii apanaa, tan man haay
vikal moraa manavaa ...
The ISB is missing a long two-part prelude. Here are the complete words:
ham gavanavaa naa jaibe ho binaa jhuulanii
ambuvaa kii Daarii pa.D rahii buu.Ndiyaa
acharaa se ulajhe lahariyaa
lahariyaa ho binaa jhuulanii
ham gavanavaa naa jaibe ho binaa jhuulaniisakal bana gagana pavana chalata puravaaii rii maaii \-2
R^itu basanta aaii phuulan chhaaii belariyaa
Daar Daar ambuvan kii kohariyaa
rahii pukaar aur meghavaa buu.Ndan jharanaaii
sakal bana gagana pavana chalata puravaa.a.aii riivikal moraa manavaa ...
Previous Article | FITB Home | Alphabetical Index | Index by Serial Number | Next Article