Note: The complete version of this song is now in the consolidated ISB. The original FITB article is retained here for archival purposes.Film: Boot Polish (1954)
Singer: Talat Mehmood, Asha Bhosle
Music: Shankar Jaikishan
Lyrics: Shailendra
ISB Contributor: Biju Parameshwaran
t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj\-dhaj ke \- 2 aa: jaauu.N piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj\-dhaj ke \- 2 t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj\-dhaj ke \- 2 t: chhalake.n maat\-pitaa kii a.Nkhiyaa.N
rove tere bachapan kii sakhiyaa.N
bhaiyaa kare pukaar ho
bhaiyaa kare pukaar naa jaa ghar\-aa.ngan taj keaa: jaauu.N piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj\-dhaj ke t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj\-dhaj ke aa: duur desh mere pii kii nagariyaa
vo unakii mai.n unakii sa.Nvariyaa
baa.Ndhii lagan kii Dor ho
baa.Ndhii lagan kii Dor mai.nne sab soch\-samajhake
jaauu.n piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj\-dhaj ket: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj\-dhaj ke
The third, missing stanza:
ta: do din jag me.n dhuum machaaye.n
jaa ke koii vapas na aaye
khoj khoj thak jaaye.n ho
khoj khoj thak jaaye.n do nainaa chaa.Nd suraj keaa: jaauu.n piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj\-dhaj ke t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj\-dhaj ke
Previous Article | FITB Home | Alphabetical Index | Index by Serial Number | Next Article