The version of this song contained in the C-ISB (consolidated, yaar) only contains the mukha.Daa and the second antaraa.Film: Dil Ek Mandir (1963)
Singer: Mohammed Rafi
Music: Shankar-Jaikishan
Lyrics: Hasrat Jaipuri
ISB Contributor:
yahaa.N koii nahii.n teraa mere siwaa
kahatii hai jhuumatii gaatii hawaa
tum sab ko chho.D kar aa jaao, aa jaao, aa jaao \-2
baadal bhii ban ke paanii, ik din to barasataa hai
lohaa bhii jal ke aag me.n ik din to pighalataa hai
jis dil me.n ho muhabbat ik din to tarasataa hai
yahaa.N koii nahii.n teraa mere siwaa
kahatii hai jhuumatii gaatii hawaa
tum sab ko chho.D kar aa jaao, aa jaao, aa jaao \-2
The stanza missing from the ISB is this, the first stanza:
tere man kii ulajhane.n sulajhaanaa chaahataa huu.N
tujhe aaj se apanii mai.n banaanaa chaahataa huu.N
man ke sunahare mandir me.n biThaanaa chaahataa huu.N
yahaa.N koii nahii teraa mere siwaa
kahatii hai jhuumatii gaatii hawaa
tum sab ko chho.D kar aa jaao, aa jaao, aa jaao \-2
Previous Article | FITB Home | Alphabetical Index | Index by Serial Number | Next Article