(aur phir yuu.N huaa
raat ek Khwaab ne jagaa diyaa) 2
phir yuu.N huaa
chaa.Nd kii wo Dalii ghul ga_ii
aur yuu.N huaa
Khwaab kii wo la.Dii khul ga_ii
chalatii rahii.n benuuriyaa.N
chalate rahe a.ndhero.n kii
raushanii ke tale
(phir nahii.n so sake
ik sadii ke lie
ham dilajale) 2
(aur phir yuu.N huaa
subah kii dhuul ne
u.Daa diyaa) 2
phir yuu.N huaa
chehare ke naqsh sab dhul gae
aur yuu.N huaa
dard the gard me.n rul gae
tanhaaiyaa.N o.Dhe hue
galate rahe bhiige hue
aa.Nsuo.n se gale
phir nahii.n so sake
(ik sadii ke lie
ham dilajale) 2
|