abhijiit:
ham yaar hai.n yaaro.n ke, diladaar hai.n diladaaro.n ke
udit:
o ham yaar hai.n yaaro.n ke, diladaar hai.n diladaaro.n ke
abhijiit:
rahate hai.n zamii.n par ham lekin, hai.n Kvaab chaa.Nd-taaro.n ke

zi.ndaadilii se jiite hai.n ham to, Gam se hai kaam kyaa
jo kuchh bhii hai vo aaj hai, kal kaa kise pataa
udit:
ho zi.ndaadilii se jiite hai.n ham to, Gam se hai kaam kyaa
jo kuchh bhii hai vo aaj hai, kal kaa kise pataa
abhijiit:
duur hai.n Gam se
udit:
siikh lo hamase
dono.n:
a.ndaaz ye jiine kaa
abhijiit:
ham yaar hai.n yaaro.n ke, diladaar hai.n diladaaro.n ke
udit:
o ham yaar hai.n yaaro.n ke, diladaar hai.n diladaaro.n ke
dono.n:
rahate hai.n zamii.n par ham lekin, hai.n Kvaab chaa.Nd-taaro.n ke
udit:
ai merii jaan, Dolaa iimaan, ham Dagamagaa ga_e
jab kabhii husnavaale raaho.n me.n aa ga_e
abhijiit:
haa.N ai merii jaan, jaan Dolaa iimaan, ham Dagamagaa ga_e
jab kabhii husnavaale raaho.n me.n aa ga_e
udit:
ye hasii.n hamako
abhijiit:
naazanii.n hamako
dono.n:
aashiq banaa ga_e
udit:
ham yaar hai.n yaaro.n ke ...
abhijiit:
ham yaar hai.n yaaro.n ke ...
bhaag 2 - udaas
abhijiit:
gaa_e the hamane jo giit milake, vo giit gaa zaraa
ai duur jaanevaale, ek baar aa zaraa
giit rote hai.n, miit rote hai.n, rotaa hai dil meraa

|