giitaayan An Interface to ISB

janam janam kaa saath hai tumhaaraa hamaaraa - Bheegi Palkein (1982)  

Lyrics: M G Hashmat | Music: Jugal Kishore-Tilak Raj | Singer(s): Lata, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
janam janam kaa saath hai tumhaaraa hamaaraa, tumhaaraa hamaaraa agar na milate is jiivan me.n lete janam dobaaraa jab se ghuume dharatii, suuraj, chaa.Nd, sitaare tab se merii nigaahe.n samajhe tere ishaare ruup badal kar saajan mai.nne phir se tumhe.n pukaaraa janam janam kaa saath hai... pyaar ke pa.nkh lagaake duur kahii.n u.D jaae.N jahaa.n havaae.n Gam kii ham tak pahu.Nch na paae.N Khushiyo.n kii Khushabuu se mahake ghar sa.nsaar hamaaraa janam janam kaa saath hai...
The song was contributed by Vijay Kumar K on 19.04.2020 03:00:03.  

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.