su: bhiigii havaa_o.n me.n terii adaa_o.n me.n
kaisii bahaar hai kaisaa Khumaar hai
jhuum jhuum jhuum le le mazaa
ma: ham bhii diivaane se tum bhii diivaane se
milate hai.n pyaar me.n cha.nchal bahaar me.n
sun sun sun zaraa aa jaa
ma: dil ko sa.Nbhaalanaa bholaa shabaab hai
niichii nigaah kii aadat Kharaab hai
su: dil ko ummiid hai aisii janaab se
rishtaa bahaar kaa jaise gulaab se
bhiigii havaao.n me.n
terii adaao.n me.n ...
ma: uThake na jaaiye itane qariib se
paayaa hai pyaar ne tumako nasiib se
su: Kvaabo.n me.n aapako dekhaa thaa Gaur se
nikale ho aur hii lagate the aur se
do: ham bhii diivaane se
tum bhii diivaane se ...
|