giitaayan An Interface to ISB

balakhaatii sharmaatii aajaa laharo.n-sii laharaatii aajaa - Usne Kaha Tha (1960)  

Lyrics: Shailendra | Music: Salil Chowdhury | Singer(s): Lata, Rafi, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
rafii: o.a balakhaatii sharmaatii aajaa, laharo.n-sii laharaatii aajaa ku.Dii o ku.Dii o.a balakhaatii sharmaatii aajaa saathii: aajaa aajaa aajaa rafii: dupaTTaa dhaanii o.Dhake, galii ke har mo.D pe, ha.Nse vo mukh mo.D-mo.Dake saathii: dupaTTaa dhaanii o.Dhake, galii ke har mo.D pe, ha.Nse vo mukh mo.D-mo.Dake rafii: nigaaho.n me.n kaTaar hai, ki jiinaa dushvaar hai, bha_ii dil ko rakh de maro.Dake saathii: nigaaho.n me.n kaTaar hai, ki jiinaa dushvaar hai, vo dil ko rakh de maro.Dake lataa: vo mast-nazar alabelaa, is bhii.D me.n ek akelaa saathii: vo mast-nazar alabelaa, is bhii.D me.n ek akelaa lataa: mere kaano.n me.n aake kah gayaa, ye hai milan kii belaa saathii: mere kaano.n me.n aake kah gayaa, ye hai milan kii belaa rafii: mai.n kahataa jaa_uu.N pyaar hai, tuu hai to ye bahaar hai, chalii naa jaanaa dil to.Dake saathii: mai.n kahataa jaa_uu.N pyaar hai, tuu hai to ye bahaar hai, chalii naa jaanaa dil to.Dake rafii: o.a balakhaatii sharmaatii aajaa ... lataa: ik roz nazar Takaraa_ii, mukh pherake mai.n sharmaa_ii saathii: ik roz nazar Takaraa_ii, mukh pherake mai.n sharmaa_ii lataa: phir raam hii jaane kyaa hu_aa, raat ko nii.nd naa aa_ii saathii: phir raam hii jaane kyaa hu_aa, raat ko nii.nd naa aa_ii rafii: dil teraa taabedaar hai, jo isase bhii inakaar hai, mai.n chal duu.Ngaa shahar chho.Dake saathii: dil teraa taabedaar hai, jo isase bhii inakaar hai, mai.n chal duu.Ngaa shahar chho.Dake rafii: o.a balakhaatii sharmaatii aajaa ...
The song was contributed by Amarendra R Nargundkar on 02.12.2011 14:57:15.  

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.