giitaayan An Interface to ISB

uu.Nche sur me.n gaae jaa - House No. 44 (1955)  

Lyrics: Sahir | Music: S D Burman | Singer(s): Kishore 
View in Nagari (Hindi)
kishor: (kaisii ba.nsiyaa bajaa_ii, are kaisii ba.nsiyaa bajaa_ii shyaamaa.a sudh bisaraa_ii ta ra ra ra re re ta re re ra re dev: bhuul gayaa yaar kishor: ta ra ra ra re re ta re re ra re he.a uu.Nche sur me.n gaa_e jaa, mastii me.n laharaa_e jaa duniyaa ke baazaar me.n apaNaa bai.nD bajaa_e jaa uu.Nche sur me.n gaa_e jaa, mastii me.n laharaa_e jaa duniyaa ke baazaar me.n apaNaa bai.nD bajaa_e jaa duniyaa ke bojh ko sar se utaar de chi.ntaa ke bhuut ko ba.nduuk maar de haa.N duniyaa ke bojh ko sar se utaar de chi.ntaa ke bhuut ko ba.nduuk maar de kyuu.N bhaa_ii mai.nne Thiik kahaa? haa.N haa.N tumane Thiik kahaa are tab phir mai.nne Thiik kahaa uu.Nche sur me.n gaa_e jaa, mastii me.n laharaa_e jaa duniyaa ke baazaar me.n apaNaa bai.nD bajaa_e jaa duniyaa kii gaa.Diyaa.N haa.N duniyaa kii gaa.Diyaa.N chalatii hai.n jhuuTh par ha.n duniyaa ko maar de baaTe ke buuT par ha.n haa.N duniyaa kii gaa.Diyaa.N chalatii hai.n jhuuTh par duniyaa ko maar de baaTe ke buuT par kyuu.N bha_ii mai.nne Thiik kahaa? haa.N haa.N tumane Thiik kahaa are tab phir mai.nne Thiik kahaa uu.Nche sur me.n gaa_e jaa, mastii me.n laharaa_e jaa duniyaa ke baazaar me.n apaNaa bai.nD bajaa_e jaa duniyaa ke pher me.n pa.Danaa fazuul hai zi.ndagii usiikii hai jo ki ##damn fool## hai haa.N duniyaa ke pher me.n pa.Danaa fazuul hai zi.ndagii usiikii hai jo ki ##damn fool## hai kyuu.N bhaa_ii mai.nne Thiik kahaa? tumane bilakul Thiik kahaa he e he he he he he he uu.Nche sur me.n gaa_e jaa, mastii me.n laharaa_e jaa duniyaa ke baazaar me.n apanaa bai.nD bajaa_e jaa
The song was contributed by Amarendra R Nargundkar on 21.01.2010 03:24:49.  

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.