giitaayan An Interface to ISB

dhiire dhiire shaam aa rahii hai - Jumbish (1986)  

Lyrics: Salahuddin Parvez | Music: Jaidev | Singer(s): Peenaz Masani, Shaila Gulwadi 
View in Nagari (Hindi)
dhIre-dhIre, dhIre-dhIre shAm A rahee hai donoM dhIre-dhIre, dhIre-dhIre shAm A rahee hai dhIre-dhIre, dhIre-dhIre, dhIre -dhIre shAm kI kitAboM meM patajhaRoM kI sA.NsoM meM dhu.NdhalI dhu.NdhalI A.NkhoM meM shAm baDhatI A rahI hai dhIre-dhIre, dhIre-dhIre, dhIre -dhIre shAm A rahI hai dhIre-dhIre, dhIre-dhIre, dhIre -dhIre nIMd ek gA.Nv hai nIMd kI talAsh me.n AwAzeM A rahI hai nIMd ek gA.Nv hai nIMd kI talAsh me.n AwAzeM A rahI hai pA.NvoM khaRA bahane sat sat gA rahe hai sAkh wAle raMg liye moroM ke pa.nkhoM se sabhyatA ko likh rahe hai pIpal ke pAt hare dhIre-dhIre gir rahe haiM miTTI ke DhIbale meM khoye khoye jal rahe haiM pIpal ke pAt hare dhIre-dhIre gir rahe haiM dhIre-dhIre gir rahe haiM dhIre-dhIre shAm A rahI haiM miTTI baras leke shaMkh chIkhane lage haiM-2 mard sab riwAz se ba.Ndhe hue saral sapAT u.NgaliyoM se apane apane ghar kii shAhibAn meM-2 apane apane devatAoM ke shabIhe likh rahe hai.n aurateM hatheliyoM se chA.Nd bun rahI hai.n-2 dUdh kii kaToriyoM se sUrajoM kii AtmAyeM math rahI haiM dhIre-dhIre jal rahI haiM dhIre-dhIre bujh rahI haiM dhIre-dhIre rAt aa gayI hai dhIre-dhIre, dhIre-dhIre, rAt aa gayI hai dhIre-dhIre, dhIre-dhIre, dhIre-dhIre
The song was contributed by Sagar Chand Nahar on 05.07.2013 06:30:53.  

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.