giitaayan An Interface to ISB

a.ngrezii me.n kahate hai.n ke #I love you# - Khuddaar (1982)  

Lyrics: Majrooh | Music: Rajesh Roshan | Singer(s): Kishore, Lata 
View in Nagari (Hindi)
a.ngrezii me.n kahate hai.n ke #I love you# gujaraatii maa bole tane prem karuu.n chhuu.N, chhuu.N, chhuu.N ba.ngaalii me.n kahate hai.n ki aamii tumaaro bhaalo baashii aur pa.njaabii me.n kahate hai.n terii to ki tere bin mar jaavaa.n, mai.n tainuu pyaar karaNaa ki tere bin naiyo laba.Dii, o saathii ho, ni baliye ham tumape itanaa Daai.ng jitanaa sii me.n paanii laa_i.ng aakaash me.n pa.nchhii flaa_i.ng bha.nvaraa bagiyan me.n gaa_i.ng a.ngrezii me.n kahate hai.n ... itanaa kare kyuu.N jhanjhaT duniyaa kyaa kahegii hamako ham samajhaa akkal vaalaa bilakul iDiyaT hai tum to a.ngrezii me.n kahate hai.n ... tuu jal{}dii se haa.N kara de varanaa terii qasam kahataa huu.N saarii duniyaa ke aage jaanii abhii poyazan khaataa huu.N a.ngrezii me.n kahate hai.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.