giitaayan An Interface to ISB

saa.Ns hai jab talak naa ruke.nge kadam ... ai vatan - 23rd March 1931 Shaheed (2002)  

Lyrics: Dev Kohli | Music: Anand Raj Anand | Singer(s): Hans Raj Hans, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
saa.Ns hai jab talak naa ruke.nge kadam chal pa.De hai.n to ma.nzil ko paa jaa_e.Nge ai vatan ai vatan ai vatan ai vatan vo javaanii jo khuu.n ko jalaatii nahii.n vo vatan ke li_e ra.ng laatii nahii.n daag lekar Gulaamii kaa kyuu.N ham jiye.n soch kar raat ko nii.nd aatii nahii.n saa.Ns hai jab talak ... hamane tay kar liyaa hamane le lii kasam khuun se apane sii.nche.nge ham ye chaman jaan lekar hathelii pe ham chal di_e baa.Ndhakar sar pe nikale hai.n ham ye qafan saa.Ns hai jab talak ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.