ek hasiinaa ek diivaanaa mast samaa.n mausam bhii suhaanaa
tanhaa_ii me.n aa.Nkh milii to dard uThaa dil me.n a.njaanaa
maine to khaa_ii kasam chaahuu.Ngii tujh ko sanam
chaahat pe bas naa chale aa jaa lagaa luu.N gale
bechainiyaa.N kah rahii.n ab to miTaa faasale
jab se teraa diidaar hu_aa hai tiir jigar ke paar hu_aa hai
jiinaa meraa dushvaar hu_aa hai mai.n tujh pe marane lagaa
ek hasiinaa ek diivaanaa ...
kyaa pyaas jaanaa.n dha.Dakano.n me.n jagii
chhaane lagii hai ik na_ii bekhudii
o paagal kare ye terii aashiqii
pyaar me.n dono.n khone lage hai.n
diivaane se hone lage hai.n
diivaano.n kaa haal to dekho jaage jaage sone lage hai.n
maine to khaa_ii kasam ...
ek hasiinaa ek diivaanaa ...
ishq ne aisii aag lagaa_ii betaabii kuchh aisii chhaa_ii
ik duuje se mil ga_e dono.n duniyaa un ko rok na paa_ii
|