giitaayan An Interface to ISB

taa thaiyaa ... aapake soNe mukha.De kii ham - Aamdani Atthani Kharcha Rupaiya (2001)  

Lyrics: Sudhakar Sharma | Music: Himesh Reshammiya | Singer(s): Priti Pinki, Sunidhi Chauhan, Shaan 
View in Nagari (Hindi)
o saajan o jaan-e-jaanaa.n hamase hai ye jamaanaa taa thaiyaa taa thaiyaa taa tha_ii taa thaiyaa taa thaiyaa thaiyaa thaiyaa taa thaiyaa taa thaiyaa taa thaiyaa tum tananananan taa thaiyaa ham to sajan terii hai.n chhai.nyaa chhai.nyaa chhai.nyaa chhai.nyaa tum tananananan ... aapake soNe mukha.De kii ham hii to hai.n do a.Nkhiyaa.n a.Nkhiyaa.n tum chaay ho to ham pyaalii hai.n tum rel ho to ham paTarii hai.n chho.Do ye nakharaa jaane do haT jaa_o havaa ko aane do hai maamalaa ##fifty-fifty## kaa ham dono.n hai.n baraabar ##fifty## nahii.n ho tum ##zero## ho dekho aa_iine me.n jaakar aapake soNe mukha.De kii ... bharate naa maa.Ng tumhaarii ham rah jaatii yuu.N hii ku.nvaarii tum tumhe.n deke dahez khariidaa hai aurat ne mard ko jiitaa hai kisii kaam kii nahii.n hai aurat ise paalaa hai mard ne kyaa bhuul ga_e tum raaj kiyaa ##india## me.n indiraa ne tum tananananan ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.