orii gorii chalo rii chorii chorii milan rut aa_ii re
kaisii baa.Ndhii ye naino.n kii Dorii bajii shahanaa_ii re
orii gorii ...
ho.nTho.n pe muskaan apane sajaa_e.N
prem kii ga.ngaa me.n ham bahate.n jaa_e.N
barase gagan se amR^it ke dhaare
aise me.n kyuu.N ham pyaase rah jaa_e.N
tuune kaisaa ishaaraa kiyaa re
mai.n khi.nchii chalii aa_ii re
orii gorii ...
o teraa jhumakaa jab Dole dil khaa_e hichakaule
haay teraa jhumakaa ...
ab tere haath me.n mere dil kii Dor hai
ise to.Danaa nahii.n ba.Daa tujhame.n zor hai
haay teraa jhumakaa ...
ye pairo.n me.n baa.Ndhii.n hai.n kyuu.N bijaliyaa.N
maar Daale.ngii taubaa terii shokhiyaa.N
khushii kaa samaa hai thirakane bhii do
tumhe.n ham nachaa de.nge kuchh naa kaho
garabe kii raat hai kyaa terii baat hai
mai.n tere saath huu.N tuu mere saath hai
haay teraa jhumakaa ...
he hi.nDaaruu pi.nDaaruu terii chalatii kamar hai laTTuu
baa.Ndhuu.N isape nazar kaa baTTuu
hil ga_ii dharatii yaaraa maar nahii.n jhaTake
are hi.nDaaruu pi.nDaaruu ...
ek do tiin chaar
chaar ko maaruu.N TanaTanaa
tuu paagal sabako mat banaa
javaab nahii.n teraa goriye
hi.nDaaruu pi.nDaaruu ...
|