##sir## bhii ruuThe ruuThe hai.n ##teacher## bhii ruuThii ruuThii hai.n
##piknik## me.n nahii.n ko_ii shor ham to ho ga_e bor
aapane sikhaayaa hame.n ha.Nsaa karo haradam haradam
khush raho pyaar karo gussaa karo kam kam
khud phir to ha.Nso naa gussaa kam karo naa
ham jo ruuTh ga_e to nahii.n chalegaa ko_ii zor
##piknik## me.n nahii.n ko_ii ...
mai.n nahii.n ruuThii tumase bachcho.n kisii ne mujhe sataayaa
kisane vahii jo saath hamaare ##piknik## me.n aayaa
##sir## a.ndar se jaise bhii uupar se sachche lagate hai.n
gusse me.n ##teacher## tumhaarii aur bhii achchhii lagatii hai
jhaa.njhariyaa usakii khanak ga_ii
chunarii bhii sar se sarak ga_ii
merii nazar usase milii to usakii nazar sharamaa ke jhuk ga_ii
jhaa.njhariyaa
kitaabe.n bahut sii pa.Dhii ho.ngii tumane
magar ko_ii cheharaa bhii tumane pa.Dhaa hai
pa.Dhaa hai merii jaa.n nazar se pa.Dhaa hai
bataa mere chehare pe kyaa kyaa likhaa hai
|