giitaayan An Interface to ISB

saare zamaane pe ... aap aa_e bahaar aa_ii - Aap Aaye Bahaar Aayee (1971)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Rafi 
View in Nagari (Hindi)
( saare zamaane pe mausam suhaane pe is dil diivaane pe viiraanii sii thii chhaa_ii aap aa_e bahaar aa_ii ) -2 aapakaa hii thaa sabako i.ntazaar -2 aapake li_e sab the beqaraar havaa_e.N ghaTaa_e.N fizaa_e.N baaGo.n me.n phuulo.n ne lii jhuum ke a.nga.Daa_ii aap aa_e bahaar ... aapane kiyaa aa ke ehasaan -2 thaa ye viiraanaa ab hai gulistaan pukaare.n nazaare ye saare gulashan kii galiyo.n se kaliyo.n se suni_e aavaaz ye aa_ii aap aa_e bahaar ... liiji_e naa bas ab jaane kaa naam -2 ruuTh jaa_e.Nge jalave ye tamaam ye bastii ye mastii ye hastii aisaa naa ho jaa_e ban jaa_e ye mahafil phir tanhaa_ii aap aa_e bahaar ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.