ra : koyal kyo.n gaa_e -8
la : baaG se jab patajha.D jaa_e re bahaar chalii aa_e
man mast pavan dha.Dakaa_e ki ambu_aa pe koyal gaa_e
la : baadal kyo.n chhaa_e -4
ra : birahaa ke jab giit ko_ii gaa_e re to aag lag jaa_e
rimajhim paanii barasaa_e ki aakaash pe baadal chhaa_e
( hiranii sii aa.Nkh terii ) -3 moranii sii chaal
aa tujhase puuchhuu.N mai.n ik chhoTaa saa savaal
baaje kyuu.n ghu.Ngharuu -2
la : paa.Nv me.n jab kaa.NTaa lag jaa_e maare dard ke haay
jab raat me.n nii.nd na aa_e to chham-chham baaje ghu.Ngharuu
( niile gagan pe aa_ii ) -2 chaa.Nd kii baaraat
aa tujhase puuchhuu.N mai.n ik chhoTaa sii ye baat
manavaa kyuu.N Dole -2
ra : nadiyaa me.n jab naav khaa_e hichakole chorii-chorii haule-haule
jab saajan ghuu.NghaT khole to gorii kaa manavaa Dole
la : ( ittaa Gumaan dekho-dekho ) -3 hotaa hai Karaab
abake sambhal ke denaa o raajaa mujhe denaa javaab
jhumakaa kyo.n jhuume.n -2
ra : ittii sii baat na jaane sab tere hai.n diivaane
jhumakaa jhuumane ke bahaane teraa phuul saa mujha.Daa chuume
aap aa_e bahaar ...
##boys## : koyal kyo.n gaa_e
##girls## : baadal kyo.n chhaa_e
##boys## : koyal kyo.n
ra : gaa_e
##girls## : baadal kyo.n
la : chhaa_e
|