giitaayan An Interface to ISB

zaraa sa.mbhaalanaa ... ki teraa\-meraa nayaa\-nayaa pyaar hu_aa hai - Aya Toofan (1964)  

Lyrics: Asad Bhopali | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Mukesh, Lata, Kamal Barot 
View in Nagari (Hindi)
mu : zaraa sa.mbhaalanaa merii jaa.N apanii nigaahe.n ki teraa-meraa nayaa-nayaa pyaar hu_aa hai -2 la : ( na chhe.D aaj hai.n ) -2 aur hii dil kii adaa_e.N la ka : ki teraa-meraa ... la : chaa.Nd utar aayaa jaise zamii.n pe duniyaa nazar aa_ii hamako yahii.n pe mu : tujhe apanii bahaaro.n kii Kabar hai ki nahii.n terii apane ishaaro.n pe nazar hai ki nahii.n la : terii nazar jaane hayaa apanii hame.n kyaa Kabar ka : ra.ng nikhar aayaa hai aaj tumhe.n dekhakar mu : yahii.n pe rok le merii jaa.N apanii nigaahe.n ki teraa-meraa ... la ka : ki teraa-meraa ... mu : tere qadam aa_e dil ke chaman me.n bijalii sii laharaa_ii saare badan me.n la : chalo chuukaa nahii.n tiir kuchh to hu_aa ka : mere dil kaa tere dil par asar kuchh to hu_aa mu : dekh mere sapano.n kaa shiish-mahal to.D ke ab na kahii.n jaanaa tuu saath meraa chho.D ke la : abhii na aazamaa la ka : abhii na aazamaa saajanaa merii vafaa_e.N ki teraa-meraa ... tii : ki teraa-meraa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.