giitaayan An Interface to ISB

uupar vaale o uupar vaale teraa javaab nahii.n - Muthu Maharaja (2001)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Kishore, Lakshmi 
View in Nagari (Hindi)
uupar vaale -2 o uupar vaale teraa javaab nahii.n -2 kab de kyaa de hisaab nahii.n ko : uupar vaale teraa javaab ... ki : terii meharabaaniyo.n kaa javaab nahii.n uupar vaale teraa javaab ... mujhako biivii kaa pyaar diyaa jannat jaisaa ghar-baar diyaa -2 la : har haal me.n Kush rahataa hai tuu dariyaa kii tarah bahataa hai tuu ki : o tuu nahii.n tum nahii.n aap mai.n are do beTo.n kaa baap mai.n isase ba.Daa ko_ii Kitaab nahii.n uupar vaale teraa javaab ... tuu ek haath se letaa hai to sau haatho.n se detaa hai -2 is dil ko di_e aramaan ba.De mujh par hai.n tere ehasaan ba.De kuchh log hai.n juuto.n ko rote -2 kuchh logo.n ke paa.Nv nahii.n hote meraa haal itanaa Karaab nahii.n uupar vaale teraa javaab ... taariif karuu.N terii kaise ka.Dakii me.n bhej di_e paise -2 himmat kaa mujhe paiGaam diyaa mehanat kaa mujhe iinaam diyaa dukh-sukh saathii hai.n duniyaa me.n -2 phuulo.n-kaliyo.n kii bagiyaa me.n kaa.NTe bhii hai sirf gulaab nahii.n uupar vaale teraa javaab ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.