ko : chhup -8
he
sha.n : aa_o mil ke gaa_e.N aisaa gaanaa suriilaa aur suhaanaa
jis me.n sirf pyaar kii miThaas ho
u : hamane to hai siikhaa gunagunaanaa
hameshaa muskuraanaa jabase tum hamaare dil ke paas ho
chi : tum aur ham gaa_e.N saragam
sha.n : saragam zindagii kii har Kushii kii aur pyaar kii
ko : tum aur ham gaa_e.N saragam ... aur pyaar kii
ko : he
he-he -3
chi : subah ke ujaale hai.n rupahale
sha.n : shaam kaa andheraa reshamii hai
u : muskuraatii aa.Nkho.n se jo dekho
chi : duniyaa me.n kahaa.N ko_ii kamii hai
jo halkaa ho yah man
u : jo ham rahe.n magan
har ek rut lagegii hamako rut bahaar kii
ko : jo halkaa ho yah man ... rut bahaar kii
chi : o tum aur ham gaa_e.N saragam
sha.n : saragam zindagii kii har Kushii kii aur pyaar kii
ko : ham aur tum gaa_e.N saragam ... aur pyaar kii
ko : he
a : ek nanhii pyaarii sii kalii ne
chupake se ye mujhko hai bataayaa
Kushanasiib vo hai.n is jahaa.N me.n
jisane duusaro.n kaa pyaar paayaa
lagatii hai vo kalii har ek ko bhalii
aisii kalii ko kab hai zaruurat shR^i.ngaar kii
ko : lagatii hai vo kalii ... zaruurat shR^i.ngaar kii
tum aur ham gaa_e.N saragam ... aur pyaar kii
sha.n : tum aur ham gaa_e.N saragam ... aur pyaar kii
u : aa_o mil ke gaa_e.N aisaa gaanaa ... pyaar kii miThaas ho
chi : hamane to hai siikhaa gunagunaanaa ... dil ke paas ho
a : tum aur ham gaa_e.N saragam ... aur pyaar kii
ko : ham aur tum gaa_e.N saragam ... aur pyaar kii
ko : hoy la la la la la -4
he he he he he
|