giitaayan An Interface to ISB

ab kisaliye kal kii baat kaTii ha.Nsii\-Kushii me.n raat - Aadmi/ Life Is For Living (1939)  

Lyrics: Munshi Aziz | Music: Master Krishnarao | Singer(s): Shanta Hublikar, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
kisaliye kal kii baat ko : waah-waah kisaliye kal kii baat kaTii ha.Nsii-Kushii me.n raat -2 ab kisaliye kal kii baat kisaliye kal kii baat kaTii ha.Nsii-Kushii me.n raat -2 ( hil-mil ke rahe.n sukh ha.Ns ke piye.n ) -2 aa mile.n haath se haath -2 ye husn kii bahaar -2 noTo yaar bhaa bhaa (?) husn kaa bharosaa kyaa do din hai taar -2 ghaato.n me.n hai ghaat kisaliye kal kii baat -2 ko : waah-waah kaTii ha.Nsii-Kushii me.n raat -2 phuul saa jism purabahaar me.n hai aaj lipaT isakaa lutf pyaar me.n hai is jawaanii kaa aitabaar nahii.n bhuul gayii thii bhii intazaar me.n hai kisaliye ko : kisaliye kisaliye kisaliye kisaliye kal kii baat ab kisaliye kal kii baat kaTii ha.Nsii-Kushii me.n raat -2 ##laugh##
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.