giitaayan An Interface to ISB

balamaa baa.Nsuriyaa ab ye hii pukaare - Balmaa (1992)  

Lyrics: Sameer | Music: Nadeem-Shravan | Singer(s): Kumar Sanu, Asha 
View in Nagari (Hindi)
ko : balamaa -12 aa : baa.Nsuriyaa ab ye hii pukaare aa balamaa nadiyaa ke kinaare -2 ku : terii aa.Nkho.n se ni.ndiyaa churaa_uu.Ngaa tere ho.nTho.n se laalii u.Daa_uu.Ngaa aa : tujhe saa.Nso.n me.n apanii basaa_uu.Ngii tujhe apanii nazar me.n chhupaa_uu.Ngii ku : baa.Nsuriyaa ab ye hii ... aa : aa balamaa nadiyaa ke ... aa.Nkhe.n bichhaa_e baiThii thii dilabar kii chaah me.n kab se kha.Dii thii mai.n vahaa.N chaahat kii raah me.n ku : tuune jo dii sazaa to mai.n tere paas aa gayaa duniyaa bhulaa ke mai.n sanam tujhame.n samaa gayaa aa : diivaanii ho ga_ii thii mai.n tere pyaar me.n -2 bechain ho rahii thii mai.n ( tere intazaar me.n ) -3 ku : baa.Nsuriyaa ab ye hii ... aa : aa balamaa nadiyaa ke ... ku : aa jaa kariib aa mere tujhako qaraar duu.N baaho.N me.n terii pyaar ke lamhe.n guzaar duu.N aa : hai aarazuu yahii merii tere saamane rahuu.N kahanii hai jitanii baat mai.n tujhase vo sab kahuu.N ku : mere saath hai tuu saathiyaa har ik haal me.n khoyaa rahuu.N hameshaa mai.n tere Kyaal me.n -2 aa : baa.Nsuriyaa ab ye hii ... ku : tujhe saa.Nso.n me.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.