giitaayan An Interface to ISB

tuune kiyaa thaa vaadaa ab na badal iraadaa ... mere siine se lag jaa tuu - Aakhree Raasta (1986)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
tuune kiyaa thaa vaadaa ab na badal iraadaa -2 vaade se na mukar tuu haa.N karake mere siine se lag jaa tuu Thaa.n karake -2 tuune kiyaa thaa vaadaa ... be_iimaan mere jii me.n tuu jaa.n banake rah jaa kuchh roj aur dil kaa mehamaan banake rah jaa na jaa khaalii re dil kaa makaa.n kar ke mere siine se lag jaa ... dil ko churaa ke tuu ab aa.Nkhe.n churaa rahaa hai mai.n paas aa rahii huu.N tuu duur jaa rahaa hai na jaa mushqil me.n tuu merii jaa.n karake mere siine se lag jaa ... is dillagii me.n maine dil muft me.n jalaayaa jalane kaa haay mujhako kuchh bhii mazaa na aayaa faayadaa kuchh na hu_aa bas dhu_aa.n karake mere siine se lag jaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.