giitaayan An Interface to ISB

nainaa re dekhe unake nain - Bhakta Surdas (1942)  

Lyrics: D N Madhok | Music: Gyan Dutt | Singer(s): Khursheed 
View in Nagari (Hindi)
nainaa re dekhe unake nain -2 basant uname.n bahaar uname.n -2 jiiwan kaa ras si.ngaar uname.n -2 duniyaa bhar kaa chain nainaa re dekhe unake nain -2 naa nain nainaa dekh nainaa haare -2 nainaa aa.N nainaa aa.N ( nainaa dekh nainaa haare phirate hai.n maare-maare ) -2 ta.Dapat hai.n din-rain nainaa re dekhe unake nainaa nainaa basant uname.n bahaar uname.n -2 jiiwan kaa ras si.ngaar uname.n -2 duniyaa bhar kaa chain nainaa re dekhe unake nain -2 nainaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.