giitaayan An Interface to ISB

aataa hai zi.ndagii me.n bhalaa pyaar kis tarah - Balam (1949)  

Lyrics: Qamar Jalalabadi | Music: Husnlal-Bhagatram | Singer(s): Suraiya, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
su : ( aataa hai zi.ndagii me.n bhalaa pyaar kis tarah bhalaa pyaar kis tarah ) -2 ra : ( aa.Nkhe.n uThaa_o phir mai.n bataa_uu.Ngaa is tarah bataa_uu.Ngaa is tarah ) -2 su : anjaan se milaap hogaa to kis tarah -2 hogaa to kis tarah ra : ( do lahare.n aa ke duur se mil jaaye.n jis tarah ho mil jaaye.n jis tarah ) -2 su : aataa hai zi.ndagii me.n bhalaa pyaar kis tarah bhalaa pyaar kis tarah su : ulfat me.n Gam jo aaye sahuu.Ngii mai.n kis tarah -2 sahuu.Ngii mai.n kis tarah ra : ( tuufaa.N me.n naav chalatii hai bach-bach ke jis tarah ho bach-bach ke jis tarah ) -2 su : aataa hai zi.ndagii me.n bhalaa pyaar kis tarah bhalaa pyaar kis tarah su : mujhako bhalaa kisii pe yaqii.n aaye kis tarah -2 yaqii.n aaye kis tarah ra : ( be-jaane-buujhe mujhako bharosaa hai jis tarah bharosaa hai jis tarah ) -2 su : aataa hai zi.ndagii me.n bhalaa pyaar kis tarah bhalaa pyaar kis tarah ra : aa.Nkhe.n uThaa_o phir mai.n bataa_uu.Ngaa is tarah bataa_uu.Ngaa is tarah
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.