ra : vo duur jo nadiyaa bahatii hai vahaa.N ik alabelii rahatii hai
la : sun bhaiyaa vahii merii bhaabhii hai goraa mukha.Daa hai gaal gulaabii hai.n
dekho us piipal ke niiche ko_ii mast kha.Daa hai a.Nkhiyaa.N mii.nche
ra : mat dekh uThaa ke le jaa_egaa tujhe apanaa banaa ke le jaa_egaa
dekho baadal aavaaraa phirataa hai kyo.n maaraa maaraa
la : mai.n jaan ga_ii ye bechaaraa hai mere bhaiyaa jaisaa ku.Nvaaraa hai
ra : vo pa.nchhii jo u.Dataa jaataa hai miiThii dhun me.n kuchh gaataa hai
la : kahataa hai tuu pii ghar jaa_egii phir bhaiyaa ko yaad na aa_egii
ra : chal aisii zubaa.N par baat na laa ha.Nsate ha.Nsate pii ke ghar jaa
terii raakhii kii laaj nibhaa_uu.Ngaa jiite jii na tujhako bhulaa_uu.Ngaa
|