la: luuTe koii man kaa nagar ban ke meraa saathii - (2)
ma: kaun hai vo, apano.n me.n kabhii, aisaa kahii.n hotaa hai,
ye to ba.Daa dhokhaa hai
la: luuTe koii ...
la: (yahii.n pe kahii.n hai, mere man kaa chor
ma: nazar pa.De to ba_iyaa.N duu.N maro.D ) - (2)
la: jaane do, jaise tum pyaare ho,
vo bhii mujhe pyaaraa hai, jiine kaa sahaaraa hai
ma: dekho jii tumhaarii yahii batiyaa.N mujhako hai.n ta.Dapaatii.n
la: luuTe koii ...
ma: (rog mere jii kaa, mere dil kaa chain
la: saa.Nvalaa saa mukha.Daa, usape kaare nain ) - (2)
ma: aise ko, roke ab kaun bhalaa,
dil se jo pyaarii hai, sajanii hamaarii hai
la: kaa karuu.N mai.n bin usake rah bhii nahii.n paatii
la,ma: luuTe koii ...
|