manachalii o manachalii ho manachalii ho
arii aa merii chulabulii arii o merii manachalii
ai manachalii ho manachalii kaun sii hai ye galii -2
ye vo galii hai yahaa.N ik baar jo aayaa
lauT na paayaa
tuu yahaa.N se bach ke nikal jaa_e to qismat hai terii
haay-haay manachalii o manachalii ...
raaz ye raaz bataane kaa nahii.n hai
aane kaa raastaa jaane kaa nahii.n hai
are aisaa lage hai ko_ii bhuul-bhula_iiyaa.N
thaam le bai.nyaa
mai.n jo kahii.n kho gayaa tuu bhii kho jaa_egii
ho manachalii o manachalii ...
are aa gayaa to aa gayaa ab jaa_uu.N kahaa.N mai.n
sar pe qafan baa.Ndh ke aayaa huu.N yahaa.N mai.n -2
chho.De de ye zid hai burii sun mere raajaa
hosh me.n aa jaa
ki aa gayaa
dil to gayaa jaan bachaa le aage hai terii marzii
ai he manachalii o manachalii ...
ab yahaa.N se merii Kabar jaa_e to jaa_e
phir bhii nikal jaa_uu.Ngaa mai.n pa.Nkh lagaa ke
mast havaa ke
dekhanaa tuu dekhatii rah jaa_egii duniyaa saarii
manachalii o manachalii ...
|