giitaayan An Interface to ISB

is tarah dekho na hamako is tarah naa muskuraanaa - Censor (2001)  

Lyrics: Neeraj | Music: Jatin-Lalit | Singer(s): Udit Narayan, Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
is tarah dekho na hamako is tarah naa muskuraanaa ik nashaa chhaayaa hai ham par hosh me.n hamako na laanaa is tarah dekho na ... shokh nazar ye mast adaa_e.n inape aa mar jaa_e.n ham is hasii.n mahaul se bach kar bolo kyuu.n ghar jaa_e.n ham yuu.n bahak jaane do dil ko ham ko naa kuchh yaad rahe aaj dil kuchh maa.ng rahaa hai aaj naa hamase sharamaanaa ik nashaa chhaayaa hai ... tere dil me.n kyaa kyaa kuchh hai hamane sab kuchh jaan liyaa tuu hai ik aavaaraa baadal hamane tujhe pahachaan liyaa yuu.n naa bahak tuu hosh me.n aa re baat naa kar aisii vaisii jhel na paa_egaa o pagale merii nazaro.n kaa nishaanaa ik nashaa chhaayaa hai ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.