abhi : he he he he he he he
haa aa haa ho o ho
taubaa tumhaare ye ishaare ham to diivaane hai.n tumhaare
raaz ye kaise khol rahii ho tum aa.Nkho.n se bol rahii ho
jaaduu aate hai.n tumako saare
al : taubaa tumhaare ye ishaare ham to diivaane hai.n tumhaare
chhuu lete ho taar jo dil ke tum hii bataa_o tum se mil ke
jaan-o-dil ko_ii kyuu.N naa haare
abhi : taubaa tumhaare ye ishaare
jism damakataa jaaduu-jaaduu zulf ghanerii Kushbuu-Kushbuu
al : saa.Nse.n hamaarii mahakii-mahakii nazare.n tumhaarii bahakii-bahakii
abhi : tumhaaraa badan hai jaise chaman hosh u.Daa de.n ye nazaare
al : taubaa tumhaare ye ishaare ham to diivaane hai.n tumhaare
abhi : ho raaz ye kaise khol rahii ho tum aa.Nkho.n se bol rahii ho
jaaduu aate hai.n tumako saare
taubaa tumhaare ye ishaare
he he he he he he he
al : aa aa aa aa aa aa aa haa
abhi : ko_ii nashaa hai chhalaka-chhalakaa hosh bachaa hai halakaa-halakaa
al : ham hai.n jaise kho_e-kho_e jaage lekin so_e-so_e
abhi : machalatii raho pighalatii raho baa.Nho.n ke ghere me.n hamaare
al : taubaa tumhaare ye ishaare ham to diivaane hai.n tumhaare
chhuu lete ho taar jo dil ke tum hii bataa_o tum se mil ke
jaan-o-dil ko_ii kyuu.N naa haare
abhi : taubaa tumhaare ye ishaare ham to diivaane hai.n tumhaare
raaz ye kaise khol rahii ho tum aa.Nkho.n se bol rahii ho
jaaduu aate hai.n tumako saare
do : taubaa tumhaare ye ishaare
|