giitaayan An Interface to ISB

kyaa ye hii jawaanii hai - Chand (1944)  

Lyrics: Qamar Jalalabadi | Music: Husnlal-Bhagatram | Singer(s): Zeenat Begum 
View in Nagari (Hindi)
o kyaa ye hii jawaanii hai -2 har din hai nikharaa hu_aa -2 har raat suhaanii hai -2 kyaa ye hii jawaanii hai -2 mai.n Gairo.n se kyuu.N puuchhuu.N ( mai.n Gairo.n se kyuu.N puuchhuu.N mai.n apano.n se kyuu.N puuchhuu.N ) -2 aa_iinaa jo kahaa hai -2 tuu husn kii raanii hai -2 kyaa ye hii jawaanii hai -2 ( kyaa kahuu.N ke kaun aa kar kyaa kahuu.N ke kaun aa kar sapano.n me.n bulaataa hai ) -2 khulate hii merii aa.Nkhe.n -2 jaane kahaa.N jaataa hai -2 ye merii kahaanii hai -2 kyaa ye hii jawaanii hai -2 jaate huye bachapan se ( jaate huye bachapan se aate huye jauvan se ) -2 dono.n se mai.n kahatii huu.N -2 ye dil kii na_ii hai duniyaa -2 ab kaise basaanii hai -2 kyaa ye hii jawaanii hai -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.