giitaayan An Interface to ISB

o ##mister## raajaa lauT ke aajaa - Dulhan Hum Le Jaayenge (2000)  

Lyrics: Sudhakar Sharma | Music: Himesh Reshammiya | Singer(s): Sonu Nigam, Alka Yagnik, Karisma Kapoor, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
raajaa lauT ke aajaa raajaa ##please## maan jaa_o naa raajaa ##please## tuu nahii.n maanaa to mai.n chalii jaa_uu.ngii haa.n chal phuuT raajaa tuu nahii.n maan rahaa hai sapanaa ##why didn't you get lost## pakkaa pakkaa nahii.n maan rahaa hai raajaa ##please## maan jaa_o ##I really love you## o ##mister## raajaa lauT ke aajaa hu_ii khataa ab maan jaa jo tuu na maanaa banaa begaanaa to tere pyaar me.n diivaanii ho ke terii kasam de duu.ngii mai.n jaa.n o jaan-e-jaanaa.n paas na aanaa terii baato.n me.n nahii.n aa_uu.ngaa jo tuune chhe.Daa mai.n bhii huu.n Te.Dhaa hai is javaanii kii kasam teraa bai.nD mai.n bajaa ke jaa_uu.ngaa o ##mister## raajaa ... tere paiyaa.n pa.Duu.n sajanaa haa.n re gale lagaa le o balamaa ai maan le kahanaa duur hii rahanaa phir naa tuu ye kahanaa maine dhokhaa diyaa tujhako are re nahii.n mauqaa diyaa tujhako mere saiyaa.n le baiyaa.n chal chhaiyaa.n mai.n tujhape fidaa o jaan-e-jaanaa.n ... kyuu.n mujhe sataataa hai are re kyuu.n mujhe rulaataa hai tuu ye ronaa dhonaa leke mere paas na aanaa are tuu hai ba.Dii jhuuThii haay re mai.n chhuuTaa jo tuu ruuThii mere yaaraa dobaaraa na kahanaa ke mai.n huu.n jhuuThii o ##mister## raajaa ... raajaa tuu bahut aka.D rahaa hai na nahii.n maan rahaa hai na pakkaa nahii.n maan rahaa haa.n nahii.n maan rahaa huu.n Thiik hai to mai.n saarii raat yahii.n rahuu.ngii log mujhe uThaakar le jaa_e.nge tab aanaa phir mat kahanaa ke maine tumhe.n ##warning## nahii.n dii thii ##get lost## pakkaa nahii.n maan rahaa hai haa.n haa.n nahii.n maan rahaa huu.n jo karanaa hai karale gha.Dii gha.Dii ##drama## karatii hai raajaa Thiik hai to tab aanaa jab mai.n mar jaa_uu.ngii mar jaa_uu.ngii mai.n tuu jaan hai aramaan hai mere pyaar kii pahachaan hai par tho.Dii tho.Dii tuu naadaan hai tuu jo kahegii mai.n vaisaa karuu.Ngaa terii har zid ko puuraa karuu.Ngaa chalo baabaa maaf karo ha.Ns bhii do maine dil saaf kiyaa kah bhii do ruuThanaa manaanaa hai pyaar kii adaa kaise jiyuu.ngaa mai.n tumase hoke judaa o jaan-e-jaanaa.n maan bhii jaanaa chho.D de nakhare dikhaanaa tuu jo tuu na maanii banii begaanii to tere pyaar me.n diivaanaa hoke terii kasam de duu.ngaa mai.n jaa.n o ##mister## raajaa baaho.n me.n aajaa maan ga_ii mai.n pahachaan ga_ii ab naa la.De.nge milake rahe.nge bas yuu.n hii pyaar me.n diivaane hoke ik duuje me.n kho_e rahe.nge
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.