ra.ng laga_ii lo a.ng laga_ii lo goriyaa hamare sa.ng
kaa kahat ho
aaj zaraa saa pyaar karo tum
Thiik kahat ho
kal kar la_iiyo ja.ng
laaj saram tuune chhiinii re mose nainaa milaa_ii ke
karanii na thii jo kar diinii re tose nainaa milaa_ii ke
laaj saram
sab chhiinii re tose nainaa milaa_ii ke
karanii na thii jo kar diinii re tose nainaa
haa.n tose nainaa milaa_ii ke
ra.ng nikal jaa_e to kahiyo saarii umariyaa dhote rahiyo
torii chunar ra.ng diinii re tose nainaa milaa_ii ke
haa.n nainaa tose nainaa milaa_ii ke
o o kuchh dekhaa phir kuchh naa dekhaa
kuchh dekhaa haay naa dekhaa
kuchh dekhaa phir kuchh naa dekhaa
kaun kasam aur kaun sii rekhaa
to.D ke bas rakh diinii re tose nainaa milaa_ii ke
laaj saram tuune ...
a.ng hamaare sa.ng lagaa_o phir zaraa saa ra.ng lagaa_o
araj garaj kar diinii re tose nainaa milaa_ii ke
araj garaj kar diinii tose nainaa milaa_ii ke
laaj saram tuune ...
aa prem Dagar me.n bhuul bhulaiyaa
dhuup sa.Dak par dekhii chha_iyaa.n
raat basar haay
raat basar kar liinii re tose nainaa milaa_ii ke
laaj saram tuune ...
|