giitaayan An Interface to ISB

na tuu zamii.n ke li_e hai na aasamaa.N ke li_e - Daastaan (1972)  

Lyrics: Sahir | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Rafi 
View in Nagari (Hindi)
na tuu zamii.n ke li_e hai na aasamaa.N ke li_e -2 ( teraa vajuud hai ) -2 ab sirf daastaa.N ke li_e na tuu zamii.n ke ... palat ke suu-e-chaman dekhane se kyaa hogaa -2 vo shaaK hii na rahii jo thii aashiyaa.N ke li_e na tuu zamii.n ke ... Garaz-parast jahaa.N me.n vafaa talaash na kar -2 ye shai banii hai kisii duusare jahaa.N ke li_e na tuu zamii.n ke ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.