diladaar ke qadamo.n me.n aa aa aa
diladaar ke qadamo.n me.n dil Daal ke nazaraanaa
mahafil se uThaa aur ye kahane lagaa diivaanaa
puruSh : kyaa
ab aage terii marzii ho aage terii marzii
ho more sai.nyaa.N ho more balamaa bedardii aage terii marzii
aage terii marzii sajanavaa
aage terii marzii piharavaa
aage terii marzii
na puuchh hamase ke kyo.n sogavaar baiThe hai.n
terii adaa_o.n pe ham dil ko vaar baiThe hai.n
labo.n pe jaan hai aur beqaraar baiThe hai.n
nigaah milane ke ummiidavaar baiThe hai.n
puruSh : sachchii
ab aage terii marzii ...
siine me.n mohabbat ke jazbaat kaa tuufaa.N hai
jiine kii bhii hasarat hai marane kaa bhii aramaa.N hai
ab aage terii marzii ho aage terii marzii
ho more sai.nyaa.N ho more balamaa bedardii aage terii marzii
aage terii marzii zulmii
aage terii marzii nirda_ii
aage terii marzii
|