he he uu.N huu.N
ki : kaalii palak terii gorii khulane lagii hai tho.Dii-tho.Dii
ek choranii ek chor ke ghar karane chalii hai chorii
la : kaalii palak piyaa morii khulane lagii hai tho.Dii-tho.Dii
ek choranii ek chor ke ghar karane chalii hai chorii ho chorii
kaalii palak piyaa ...
ki : aa_egii baa.Ndh ke paayal tuu ho.nTh dabaa_e badan ko churaa_e
naazuk qamar se lagaa_e adaa kii kaTaarii zaalimaa.N
pheregii dhiire-dhiire tuu mere gale par ye baa.Nho.n ke Ka.nzar
jaa_egii dil meraa lekar samajh ke anaa.Dii baalamaa
roz raat ko yuu.N hii baa.Ndhegii laTo.n kii Dorii ho Dorii
kaalii palak terii ...
la : na to mai.n Dor se baa.Ndhuu.n naa jaal bichhaa_uu.N na tiir chalaa_uu.N
naazuk qamar se lagaa_uu.N chhurii na kaTaarii saajanaa
o sajanaa mai.n to teraa dil luu.Ngii tujhase chhupaa ke nazar ko bachaa ke
are yuu.N hii zaraa muskaraa ke kahuu.Ngii anaa.Dii saajanaa ho saajanaa
roz raat ko tere ghar hogii terii chorii ho chorii
kaalii palak terii ...
ki : achchhii hu_ii merii chorii ek dil khoyaa ek dil paayaa
aise ko_ii paas aayaa ki aa gayaa luTane kaa mazaa
ha.Ns ke lipaT ga_e dono.n bas ga_e dono.n hu_aa jab vaadaa pyaar kaa
do : roz raat ko mile.nge cha.ndaa aur chakorii o chakorii
ki : kaalii palak terii ...
|