jay ho raadheshyaam kii jay ho siyaaraam kii
aur jay ho bamba_iidhaam kii
ii he ii hai ii hai bamba_ii nagariyaa tuu dekh babuu_aa -2
sone-chaa.Ndii kii Dagariyaa tuu dekh babuu_aa
( jaaduu-Tone kii bajariyaa me.n ) -2 maayaa kii nagariyaa me.n
badale jhaTapaT badale muqaddar kaa lekh babuu_aa
ii hai bamba_ii nagariyaa ...
o dekho duur-duur se -2 log duur-duur se
ihaa.N aate hai.n daa.Nv lagaane -2
des-gaa.Nv chho.D ke priit-pyaar to.D ke ( soyaa-soyaa nasiibaa jagaane ) -2
( are apanaa kyaa hogaa ) -2 hogaa so hogaa
paasaa hamane diyaa hai phe.nk babuu_aa
ii hai bamba_ii nagariyaa ...
( o ko_ii maalaamaal hai ) -2 ko_ii ta.ngahaal hai
zindagii hai ihaa.N kii niraalii -2
maal kitanaa bharaa phir bhii dekho zaraa
ihaa.N har aadamii hai savaalii -2
biga.Dii banaa le are biga.Dii banaa le
tuu ##cash## karavaa le apane muqaddar kaa ##cheque## babuu_aa
ii hai bamba_ii nagariyaa ...
ye shaharo.n me.n shahar hai shahar bamba_iivaa are vaah-vaah bamba_iivaa
ye baat sabhii ulTii phir bhii vaah re bamba_iiyaa -2
bin paanii kaa dhobii taalaab dekho dekho
ihaa.N retii pe paanii kaa bhaav dekho dekho
gho.Do.n pe karo.Do.n kaa daa.Nv dekho
hasiino.n se sabhii kaa lagaav dekho
ko_ii ba.ndar nahii.n hai phir bhii naam baandraa
##chrch## kaa ##gate## hai ( ##church## hai laapataa ) -3
ajab hai ye ra.ng anokhaa hai Dha.ng na_ii hai tara.ng na_ii hai uma.ng
ko_ii ka.njuus hai ko_ii hai mala.ng
machii hai yahaa.N dekho aapas me.n ja.ng aahaa ( aapas me.n ja.ng ) -2
de ghumaa ke are samundar me.n jaise hai ghul ga_ii bha.ng
ye ra.ng dekh ke mai.n ho gayaa da.ng
to kyaa samajhe
ii hai bamba_ii nagariyaa ...
|