giitaayan An Interface to ISB

are diivaano.n mujhe pahachaano.n ... mai.n huu.N ##Don## - Don (1978)  

Lyrics: Anjaan | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Kishore 
View in Nagari (Hindi)
are diivaano.n mujhe pahachaano.n kahaa.N se aayaa mai.n huu.N kaun -2 ( mai.n huu.N kaun ) -2 ( mai.n huu.N ) -4 kaun ##Don## -5 ( mai.n huu.N ##Don## ) -2 ( mai.n huu.N ) -4 ##Don## are tumane jo dekhaa hai sochaa hai samajhaa hai jaanaa hai ( vo mai.n nahii.n ) -2 logo.n kii nazaro.n ne mujhako yahaa.N jo bhii maanaa hai ( vo mai.n nahii.n ) -2 aavaaraa baadal ko saudaa_ii paagaal ko duniyaa me.n samajhaa hai kaun are diivaano.n ... are yaaro.n kaa vo yaar huu.N yaarii me.n jaa.N luTaa de jo ( mai.n huu.N vahii ) -2 dushman kaa dushman huu.N vo dushman ke chhakke chhu.Daa de jo ( mai.n huu.N vahii ) -2 tum jaano naa jaano maine to jaanaa hai mahafil me.n kaisaa hai kaun are diivaano.n ... are maine kyaa sochaa hai kyaa Kvaab hai merii aa.Nkho.n me.n ( tum jaano naa ) -2 maine bhii badalaa hai kyaa ra.ng baato.n hii baato.n me.n ( tum jaano naa ) -2 chehare pe cheharaa hai parade pe paradaa hai duniyaa me.n samajhaa hai kaun are diivaano.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.