giitaayan An Interface to ISB

dekh mausam kah rahaa hai baa.Nho.n me.n aa ke merii jhuul jaa - Duniyaa Meri Jeb Mein (1979)  

Lyrics: Gulshan Bawra | Music: Rajesh Roshan | Singer(s): Amit Kumar, Lata 
View in Nagari (Hindi)
dekh mausam kah rahaa hai baa.Nho.n me.n aa ke merii jhuul jaa maan na maan merii jaa.N mausam kii to maan bhii jaa chho.D bhii de mu.Nh banaanaa ye bhii zaraa maan le aaj chorii-chorii tuu dil me.n lagaanaa ab to tuu kaise-kaise ra.ng-ruup dikhaa_e tere pyaar se piyaa re baaj aa_e he aajaa re aajaa rahane bhii de tuu kaahe tiikhe-tiikhe nakhare dikhaa_e lagii dil kii merii kaahe ko ba.Dhaa_ii zindagii pyaar ke din yuu.N hii na jaa_e.N biit re merii baato.n me.n terii mujhako to Dar hai aate-jaate na aa jaa_uu.N phir kyaa hogaa ye bhii soch ghabaraa_uu.N hai sun mahakii-mahakii saa.Nso.n me.n terii apanii ThaNDii saa.Nse.n aa milaa_uu.N ai pyaar yahii to kaise samajhaa_uu.N unhe.n maan le maan jaa_uu.N jaan-e-jaa.N merii har baat ko kyaa kahegaa dekh mausam kah ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.