giitaayan An Interface to ISB

sitam the ... hazaar shukr ke... man darapan hai jag saaraa - Dushman/ The Enemy (1939)  

Lyrics: Arzoo Lakhnavi | Music: Pankaj Mullick | Singer(s): Saigal 
View in Nagari (Hindi)
sitam the zulm the aafat the i.ntazaar ke din hazaar shukr ke dekhe.nge ab bahaar din -2 aawaaz kii duniyaa ke dosto mai.n zaraa der se pahu.Nchaa isake liye mujhe afasos hai lekin aaj aap logo.n ko ek bil-kul nayaa gaanaa sunaataa huu.N ##ready## aa ha aaha haa haa haa haa man darapan hai jag saaraa ye jag saaraa man darapan hai jag saaraa man andhiyaaraa jag andhiyaaraa man darapan hai jag saaraa aa ha aaha haa haa haa haa ulTii hai ye jaanii duniyaa dukh kaa dukh kaisaa -2 aisaa aa.Nkho.n me.n til jaise kaalaa -2 ruup andheraa ruup andheraa kaam ujaaraa man darapan hai jag saaraa berii gaaye kaise soye.n -2 kaam kiye din naahii.n hoye niiras dukh kii naiyaa.N aur khevaiyaa aap kii naiyaa.N apanii naiyaa jaal uThaa le maajhii ban jaa -2 wo hai kinaaraa ye hai dhaaraa -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.