( ho ye man meraa ba.Daa hii chhaliyaa
maaf karo brajabasiyaa -2 ) -2
raadhaajii ke man me.n base.n ham
man me.n base.n ham
haa.N dhan me.n base.n ham
aisaa karo kuchh rasiyaa
maaf karo brajabasiyaa
hoy ( raadhaa bhii yahii.n miiraa bhii yahii.n
inhe.n chho.Dake tuu jaanaa naa kahii.n ) -2
maaf karo brajabasiyaa -2
kitanii mohanii muurat terii dekhuu.N har gha.Dii bas tujhako
kitanii sohanii suurat terii bhaa_e ab yahii bas mujhako
tere is dar pe hai.n aa_e savaalii
bharosaa hame.n hai naa jaaye.Nge khaalii
dayaa ab karo
ye jholii to bharo
tumhaaraa sahaaraa bha.Nvar me.n kinaaraa
ho sab kahate tum antarayaamii pa.Dh lo jiyaa kii patiyaa
aisaa karo kuchh rasiyaa
he raadhaa bhii yahii.n miiraa bhii yahii.n
inhe.n chho.Dake he tuu jaanaa naa kahii.n he
ko : raadhaa bhii yahii.n miiraa bhii yahii.n
au o
inhe.n chho.Dake tuu jaanaa naa kahii.n
au o
raadhaa raadhaa tere pyaar me.n mai.n ho gayaa huu.N aadhaa
ham apanii aa.Nkho.n me.n teraa hii ruup basaaye re
mu.D ke dekh hame.n kha.De hai.n tere daaye.n-baaye.n re
ham dil ke rogii re
ham dil ke rogii re
ko_ii naa jaane ham diivaane prem ke jogii re
naa ye ghar chho.D ke jaa_.Nge naa jaa_e.Nge
ko : naa jaa_e.Nge naa jaa_e.Nge
naa ye ghar chho.D ke jaa_e.Nge
kaaTe kaTe naa ab to akele birahaa kii suunii ratiyaa
kuchh to karo brajabasiyaa
hurr raadhaa bhii yahii.n miiraa bhii yahii.n
inhe.n chho.Dake jaanaa naa kahii.n
ko : raadhaa bhii yahii.n o o
miiraa bhii yahii.n o o
inhe.n chho.Dake o o
tuu jaanaa naa kahii.n
ho ye man meraa ba.Daa hii chhaliyaa
maaf karo brajabasiyaa -2
maaf karo brajabasiyaa -2
|