bhagavaan ik qusuur kii itanii ba.Dii sazaa
duniyaa terii yahii hai to duniyaa se mai.n chalaa
bhagavaan ik qusuur ...
duniyaa ke zaalimo.n ne chalaa_ii.n vo aa.Ndhiyaa.N
saare chiraaG bujh ga_e mai.n dekhataa rahaa
duniyaa terii yahii hai ...
mai.n ye samajh rahaa thaa mere daaG dhul ga_e
hogaa kuchh aur Kuun-e-jigar ye pataa na thaa
duniyaa terii yahii hai ...
mujh saa badanasiib na hogaa jahaan me.n
jo bhii milaa usii ne gunahagaar hii kahaa
duniyaa terii yahii hai ...
|