do : vatan kii maaTii haath me.n lekar maathe tilak lagaa lo
gii : vatan kii maaTii haath me.n lekar maathe tilak lagaa lo
mu : jis maaTii ne janam diyaa us maaTii ke guN gaa lo
gii : jis maaTii ne janam diyaa us maaTii ke guN gaa lo
ko : vatan kii maaTii haath ...
mu : maaTii ho ke sonaa ugale
gii : maaTii ho ke sonaa ugale ye sonaa vo sonaa hai
ko : ye sonaa vo sonaa hai
do : chor churaa_e Daakuu luuTe khatam kabhii nahii.n honaa hai
mu : aisii pyaarii daulat ko
gii : aisii pyaarii daulat ko
do : tan-man se apanaa lo
ko : jis maaTii ne janam ...
mu : Gairo.n ne baahar se aa ke
gii : Gairo.n ne baahar se aa ke
mu : peT bhare yahaa.N apane
ko : peT bhare yahaa.N apane
do : sukh kii nii.nd sadaa vo so_e dekhe sukh ke sapane
ko : sukh kii nii.nd sadaa vo so_e dekhe sukh ke sapane
mu : band karo ab ghar ke dvaare
gii : band karo ab ghar ke dvaare
ko : jis maaTii ne janam ...
|