har aadamii ko biivii kaa gulaam honaa chaahi_e
ghar me.n aate jaate hii salaam honaa chaahi_e
praNaam honaa chaahiye salaam honaa chaahi_e
are ##mood## me.n ho ye laxmii jo sabhii sukho.n kii daataa
par biga.D jaa_e to ban jaa_e saaxaat kaalikaa maataa
mard kii haalat mard hii jaane ko_ii samajh na paa_e
idhar hai biivii udhar naukarii biich me.n jhole khaa_e
biivii ko sa.mbhaale naukariyaa chhuuT jaa_e re
lekin lekin kuchh bhii ho jaa_e
are ghar ko banaa_e rakhane ko ye kaam honaa chaahiye
shriimatii jii ko bilkul aaraam honaa chaahiye
aaj hamaarii shaadii kii saalagirah thii tumhe.n ghar jaldii aanaa thaa
ham dono.n ko baahar jaanaa thaa kisii ba.De hoTal me.n khaanaa thaa
ab kaun banaa_egaa khaanaa khaanaa pakaa_egaa tumhaaraa diivaanaa
aaj aisaa pakaa_uu.ngaa u.ngalii chaaTegii
ye aaTaa hai ye chaaval hai ye daal hai ye chaaval hai
ya hai kelaa ye kelii karelaa karelii
ye muulii bichaarii akelii akelii
khaanaa chaTapaTaa aur masaaledaar
ab aa jaa_o merii sarakaar
tumhe.n pukaare.n
pahale aap naa naa naa pahale aap
har aadamii ko biivii kaa ...
|