la : priit jagaa ke miit banaa ke bhuul na jaanaa
ra : suno jii bhuul naa jaanaa
priit jagaa ke miit banaa ke bhuul na jaanaa
la : suno jii bhuul naa jaanaa
ra : ho samaa.N hai pyaar kaa rut hai suhaanii
la : dulhan banii hai raat kii raanii -2
ra : jiivan biinaa jab tak baaje ho yuu.N hii hilamil gaanaa
la : suno jii bhuul naa jaanaa
phuul na kumhalaa jaa_e khil ke -2
ra : ho naa judaa ( aapas me.n mil ke ) -2
la : dha.Dakan ban ke dil me.n rahanaa aa.Nkho.n me.n bas jaanaa
ra : suno jii bhuul naa jaanaa
ra : aa badal naa jaanaa jag ke Dar se
la : bane hai.n saathii jiivan bhar ke -2
ra : priit kii dushman hai ye duniyaa ho duniyaa ko Thukaraanaa
la : suno jii bhuul naa jaanaa
do : priit jagaa ke ...
|