giitaayan An Interface to ISB

zaraa ruk jaa ai jaldii kyaa abhii pyaar mat karanaa - Isi Kaa Naam Zindagi (1992)  

Lyrics: Indeevar | Music: Bappi Lahiri | Singer(s): Anuradha Paudwal, Udit Narayan 
View in Nagari (Hindi)
zaraa ruk jaa ai jaldii kyaa abhii pyaar mat karanaa sabar kaa phal hotaa miiThaa ye baat tum mat bhuulanaa achaanak dil se phuuTaa hai mere pyaar kaa jharanaa dil to dil hai karegaa ye jo bhii isako karanaa jharanaa kahe ye mujhase kahe ke tujhase duur rahuu.n dil pe nahii.n hai kaabuu meraa aakhir mai.n kyaa kahuu.n zaraa ruk jaa ... kaisaa sabar tujhe kyaa khabar meraa dil sulag rahaa isakii davaa hamaaraa milan ab to naa jaa_e sahaa zaraa ruk jaa ... mai.n huu.N teraa tuu hai merii karatii hai kyuu.n nakhare tuu kyaa jaane pyaar me.n hote bhed ba.De gahare zaraa ruk jaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.